Aitbaar


Kitni Siddat se Hamne Aankho me Khwab Sajaya Tha
Kisi Ke Sapne ko Apna Banaya Tha
par Bhul Gaye The Hakikat Kya hai
Waqt Ki Najakat Kya hai
Jab Kaha Usne Hame Apse Pyar Hai...Tab Aitbar Na tha
Aur Jab Kiya Aitbar...Tab Pyar Na tha.

By Ajay Kumar.

0 comments:

Post a Comment