Khamosh jazbay

Love Shayari in Hindi

Khamosh jazbay bhi hotay hai,
in ko bata dena zaroori to nahi,
hum tumhay aghar chahtay bhi hai,
tum ko dil ki baat bataye yeh zaroori to nahi,
kuch baatay ankahi hi achi hai,
abh har raaz faash kartay chalay yeh zaroori to nahi,
dil ki baatay to ankhou se bhi ki jaati hai,
har baat labhou se ada ho yeh zaroori to nahi…

0 comments:

Post a Comment