Tanha rahtey hai hum

Tanha rahtey hai hum, tanhai kay darr se,
Ye tanhaiyan rahti hai, kisi ke darr se,
Jaa ke pocho in tanhaiyon se kyon hai ye tanha,
Kya tuta hai inka dil hamari tarha…

Jeena marna tumhaare liye
Tumse ikraar karta hoon main
Koyi karta nahi is tarah
Jis tarah pyaar karta hoon main…

Kabhi hmari ankhon se zindgi ko dekhiye…
zindgi, khubsurat ban jaye gi
kabhi ankhe band karke hme sochiye
kabhi n kabhi to hmari yaad aa hi jayegi…

0 comments:

Post a Comment