Aanshu Nikal Pade - Dard Sayari in Hindi

इतना तो ज़िंदगी में, न किसी की खलल पड़े,
हँसने से हो सुकून, न रोने से कल पड़े,
मुद्दत के बाद उसने, जो की लुत्फ़ की निगाह,
जी खुश तो हो गया, मगर आँसू निकल पड़े।

कहाँ छिपाऊं खुद से खुद को,
खुद से इतनी शर्मिंदगी हो गई है
मौत का डर यहां किसको है यारों,
यहां मौत से बद्तर जिंदगी हो गई है ।

इस मोहब्बत की किताब के,
बस दो ही सबक याद हुए,
कुछ तुम जैसे आबाद हुए,
कुछ हम जैसे बरबाद हुए।

Badnasibi Iss kadar badh gayi hai

Badnasibi Iss kadar badh gayi hai
ki Ab Na Kuch Pane ki Chahat hai
Na Koi rasta hai..Na Koi Manjil
Ab to Har Kadam Par Sirf Dhokha hi Khana Hai
By Ajay Kumar

Kabhi Kabhi Ye Afsana Lagta hai


Kabhi Kabhi Ye Afsana Lagta hai
Tera Mera Ek Fasana lagta hai
Ab to yar Zindagi Aisi ho gayi hai
Jaha Tum Milo
wahi Mera Aasiyana lagta hai.
sali zindagi raas nahi aa rahi
ab har lamha anjana lagta hai.
BY : AJAY KUMAR

Dooba Rahu Tere Yaad Me

Dooba Rahu Tere Yaad Me
Khoya Rahu Tere Khwab Me
Tu Na Mili
Mujhko Kabhi
Tu Hi Bata
Mai Kya kara

kaise the tere wade wo
tode diye tune sare jo
Mai Na Kabhi
Unko Bhula
Tu Hi Bata
Mai Kya Kara


Chhod Gayi Jo Tu Mujhe
Sab Kuch Mera Kho Gaya
Mai Na Kabhi
Tujhko Bhula
Tu Hi Bata
Mai Kya kara

Jine Nahi Deti Mujhe
Yade Jo Teri Rah Gayi
Saanse Meri Unme Basa
Tu Hi Bata
Mai Kya kara

Dooba Rahu Tere Yaad Me
Khoya Rahu Tere Khwab Me
Tu Na Mili
Mujhko Kabhi
Tu Hi Bata
Mai Kya kara
BY: AJAY KUMAR

Ish nazar koh aapka intezaar rehta hai,

Love SMS in Hindi

Ish nazar koh aapka intezaar rehta hai,
Dil aapse milne koh beqaraar rehta hai,
Aap humsey miley yah nah miley,
Phir bhi humhara pyaar barqaraar rehta hai.

Nikalte hain aasoon jab mulaqaat nahi hoti,
Toot jata hai yeh dil jab baat nahi hoti,
Aapki jaan ki kasam ea dost,
Jab aapki yaad nah aaye aisi koi shaam nahin hoti.

Har pal intezaar karta hoon













Har pal intezaar karta hoon,
Ki tumhari aawaaz sun sakoon,
Kuch tumhare dil ki baat,
Kuch apna haal keh sakoon,
Jo kabhi kisi ne kisi ko na kiya ho,
Wo pyaar main tumhe de sakoon…

Apni yadoo ka her ek lamha veran ker don,














Apni yadoo ka her ek lamha veran ker don,
main apna her pal teray naam ker don,
kon yakeen karay ga humari mohabbat ka,
tum kaho to zindagi teray naam ker don,
main nay jena hay tere liy merna hay tere liy,
tum kahoo to asia kam ker don,
sirf beganay log he hattyar daltay hay.
zindagi sath day to subha sham teray naam ker don,