Rab Se Fariyad


Aksar Tanhai Me Tujhe Yad Karta Hu...
Tu Mil Jaye Mujhe
Rab Se Yahi Fariyad Karta Hu...!!

Yu Kab Tak Tadpayegi Mujhe
Ek Din Aisa Bhi Aayega
Jab Toot Kar Chahegi Mujhe
Ab To Bas Mai Isi Aas Par Jeeta Hu
Tu Mil Jaye Mujhe
Rab Se Yahi Fariyad Karta Hu...!!

Jane Wo Lamha Kon Sa Hoga,
Jab woh Din Aayega Ki Tujhe Bhul Jau...
Aise Tadap kar Jeene se Achcha Hai Ki Mar Jau...
Ab to Bas Mai Isi Ehsas par Jalta Hu
Tu Mil Jaye Mujhe
Rab Se Yahi Fariyad Karta Hu...!!

                                                     By Ajay Kumar.

नज़रे चुराने की ज़रूरत नहीं


नज़रे चुराने की ज़रूरत नहीं

हम हर रुख की बात जानते हैं

तुम जुबां से कुछ कहो न कहो

हम तुम्हारे दिल की बात जानते हैं ||

My Heart Is Beating For You


Ye Kaisa Ehasas Tumne Mere Dil Me Jagaya Hai,
Fir Se Mere Dil Ko Tadpaya Hai,
Mera Dil To Bejan Ho Gaya Tha,
Fir Se Ise Dhadkna Sikhaya Hai,
Kash Tum Samajh Pate Mere Pyar Ko...Meri Tadap Ko
Jo Tumhare Liye Mai Mahsus Karta Hu,
Kyoki Mera Dil To Sirf ...Tumhare Liye Hi Dhadakta Hai.
.
.
.
.
Aa Jao Wapas Tum..!!!


!!!My Heart Is Beating For You!!!

By Ajay Kumar.



Without You I'm Alone


Bin Tere Kaise Jiye Hum
Ye Judai Kaise Sahe Hum
Tune Kiye The
Jo Pyar Ke Wade
Pal Me Kyo
Tod Diye Sare
Jara Mujhko Bata
Hui Kya Mujhse Khata
Kyo Kar Rahe Ho
Humpe Itna Sitam
Jabki Tere Liye Jite The Hum
Tere Liye Marte The Hum...!!!

By Ajay Kumar.

Come Back Janu...!!!


Kash Tum Mere Pass Hote
Har Pal Mere Sath Hote
Fir Na Ye Judai Hoti
Fir Na Ye Tanhai Hoti
Kash Aisa Ho Ki Tum Laut Aao
Dil Me Mere Khushiyo Ki Deep Jalao
Ab To Aise Na Tadpao
Janu Laut Aao...Laut Aao.


Ab Se Na Tumhe Satayenge Hum
Ruth Gaye To Manayenge Ham
Aisa Na Ho Fir Se Dooriya Jeet Jaye
Pass Aakar Fir Se Na Hum Door Ho Jaye
Dekho Aise Hame Na Tadpao
Janu Laut Aao...Laut Aao.

!!!Plz Come Back Jaan!!!

By Ajay Kumar.

I Can't Forget You

Picture

Teri Chahat Ko Kabhi Bhula Nahi Sakta
Teri yado Ko Dil Se Mita Nahi Sakta
Bhale Hi Tu Bhul jaye Mujhe
Par Mai Tumhe Kabhi Bhula Nahi Sakta

Meri Sanse Chalti Hai Tera Hi Naam Lekar
Har Pal Gujarti Hai Tera Hi Naam Lekar
Kaisa Pyar Hai Ye...Ya Pagalpan Hai Mera...Jo Dil Se Ja Nahi Sakta
Bhale Hi Tu Bhul jaye Mujhe
Par Mai Tumhe Kabhi Bhula Nahi Sakta

Aa Dekh To Sahi...Mujhe Kya Ho Gaya Hai
Pyar Me Tere Sab Kuch Kho Gaya Hai
Kuch To Bata Mujhe...Kaise Sahu Ye Betabi...Jo Dil Se Hata Nahi Sakta
Bhale Hi Tu Bhul jaye Mujhe
Par Mai Tumhe Kabhi Bhula Nahi Sakta

By..Ajay Kumar.


Aankhon Se Bhi Barsatein Hongi - Sad Sayari in Hindi

तुम अगर याद रखोगे तो इनायत होगी,
वरना हमको कहाँ तुम से शिकायत होगी,
ये तो बेवफा लोगों की दुनिया है,
तुम अगर भूल भी जाओ तो रिवायत होगी।

तुम नही जानते मेरे दिल पर क्या गुज़रती है
जब तुम पास से कुछ कहे बिना गुज़र जाते हो,
हम तुम्हें नज़रों के सामने भी नज़र नहीं आते
और हमें भीड़ में भी तुम्ही तुम नज़र आते हो

आज हम हैं कल हमारी यादें होंगी,
जब हम ना होंगे तब हमारी बातें होंगी,
कभी पलटोगे जिंदगी के ये पन्ने,
तब शायद आपकी आंखों से भी बरसातें होंगी.

Aanshu Nikal Pade - Dard Sayari in Hindi

इतना तो ज़िंदगी में, न किसी की खलल पड़े,
हँसने से हो सुकून, न रोने से कल पड़े,
मुद्दत के बाद उसने, जो की लुत्फ़ की निगाह,
जी खुश तो हो गया, मगर आँसू निकल पड़े।

कहाँ छिपाऊं खुद से खुद को,
खुद से इतनी शर्मिंदगी हो गई है
मौत का डर यहां किसको है यारों,
यहां मौत से बद्तर जिंदगी हो गई है ।

इस मोहब्बत की किताब के,
बस दो ही सबक याद हुए,
कुछ तुम जैसे आबाद हुए,
कुछ हम जैसे बरबाद हुए।

Badnasibi Iss kadar badh gayi hai

Badnasibi Iss kadar badh gayi hai
ki Ab Na Kuch Pane ki Chahat hai
Na Koi rasta hai..Na Koi Manjil
Ab to Har Kadam Par Sirf Dhokha hi Khana Hai
By Ajay Kumar

Kabhi Kabhi Ye Afsana Lagta hai


Kabhi Kabhi Ye Afsana Lagta hai
Tera Mera Ek Fasana lagta hai
Ab to yar Zindagi Aisi ho gayi hai
Jaha Tum Milo
wahi Mera Aasiyana lagta hai.
sali zindagi raas nahi aa rahi
ab har lamha anjana lagta hai.
BY : AJAY KUMAR

Dooba Rahu Tere Yaad Me

Dooba Rahu Tere Yaad Me
Khoya Rahu Tere Khwab Me
Tu Na Mili
Mujhko Kabhi
Tu Hi Bata
Mai Kya kara

kaise the tere wade wo
tode diye tune sare jo
Mai Na Kabhi
Unko Bhula
Tu Hi Bata
Mai Kya Kara


Chhod Gayi Jo Tu Mujhe
Sab Kuch Mera Kho Gaya
Mai Na Kabhi
Tujhko Bhula
Tu Hi Bata
Mai Kya kara

Jine Nahi Deti Mujhe
Yade Jo Teri Rah Gayi
Saanse Meri Unme Basa
Tu Hi Bata
Mai Kya kara

Dooba Rahu Tere Yaad Me
Khoya Rahu Tere Khwab Me
Tu Na Mili
Mujhko Kabhi
Tu Hi Bata
Mai Kya kara
BY: AJAY KUMAR

Ish nazar koh aapka intezaar rehta hai,

Love SMS in Hindi

Ish nazar koh aapka intezaar rehta hai,
Dil aapse milne koh beqaraar rehta hai,
Aap humsey miley yah nah miley,
Phir bhi humhara pyaar barqaraar rehta hai.

Nikalte hain aasoon jab mulaqaat nahi hoti,
Toot jata hai yeh dil jab baat nahi hoti,
Aapki jaan ki kasam ea dost,
Jab aapki yaad nah aaye aisi koi shaam nahin hoti.

Har pal intezaar karta hoon













Har pal intezaar karta hoon,
Ki tumhari aawaaz sun sakoon,
Kuch tumhare dil ki baat,
Kuch apna haal keh sakoon,
Jo kabhi kisi ne kisi ko na kiya ho,
Wo pyaar main tumhe de sakoon…

Apni yadoo ka her ek lamha veran ker don,














Apni yadoo ka her ek lamha veran ker don,
main apna her pal teray naam ker don,
kon yakeen karay ga humari mohabbat ka,
tum kaho to zindagi teray naam ker don,
main nay jena hay tere liy merna hay tere liy,
tum kahoo to asia kam ker don,
sirf beganay log he hattyar daltay hay.
zindagi sath day to subha sham teray naam ker don,

how to write a love letter

How to write a love letter....there is a kind of how to write a I love you letter.


Heart Touching Shayari on True Love













Zaruri to nahi ke insan pyar ki murat ho,
Zaruri to nhi ki insan achha or khubsurat ho
Par sab se sundar woh insan hain,
Jo aapke sath ho jab aapko uski zarurat ho..!


The distance between two hearts Is not an obstacle,
Its a beautiful reminder of just how strong true love can be. 

Tanha rahtey hai hum

Tanha rahtey hai hum, tanhai kay darr se,
Ye tanhaiyan rahti hai, kisi ke darr se,
Jaa ke pocho in tanhaiyon se kyon hai ye tanha,
Kya tuta hai inka dil hamari tarha…

Jeena marna tumhaare liye
Tumse ikraar karta hoon main
Koyi karta nahi is tarah
Jis tarah pyaar karta hoon main…

Kabhi hmari ankhon se zindgi ko dekhiye…
zindgi, khubsurat ban jaye gi
kabhi ankhe band karke hme sochiye
kabhi n kabhi to hmari yaad aa hi jayegi…

Dil ki baat jo na aaye zubaa pe,

Gulshan ki baharon me,
In mehki fizzaaon me,
Jab aap humko dhundenge,
To aapki aakhon me nami hogi,
Sab kush hoga aapke paas,
Bas ek hamari hi kami hogi …

Dil ki baat jo na aaye zubaa pe,
wo aankho ke jariye bayan ho jaati hai,
Hume jo mohobbat hain tumse janne man,
Ye paigham khud ba khud bayya kar jaata hai…

Jo hai dil me bata kar to dekho
Chahat ko hoton pe lakar to dekho
Sab kuch mil jayega usi pal
Lekin mohabbat ko ek bar jatakar to dekho. ..

Unn ki yaad aa hi jaati hai,

Hum yaad karein naa karein,
Unn ki yaad aa hi jaati hai,
Yeh kaisi kasak hai mohabbat ki,
Hum par sitam dhhaa hi jaati hai,
Wo naa aaye hain,naa aayenge kabhi,
Phir bhi in nigahon ko unn ka intezaar baki hai,
Zindagi to gayi ab meri unn ke saath,
Par unn ke saath beete palon ka khumaar baaki hai.

Tujhe Chahne Ki Khtaa










Main Lafzon Main Kuch Bhi Izhar Nahi Karta.
Iska Matlab Ye Nahi K Main Tujhe Pyar Nahi Karta.
Chahta Hoon Main Tujhe Aaj Bhi Par.
Teri Soch Mein Apna Waqt Bekar Nahi Karta.
Tamasha Na Ban Jaaye Kahin Mohabbat Meri.
Tere Liye Khuda Se Taqraar Nahi Karti.
Par Kuch To Baat Hai Teri Fitrat Mein Bewafa
Warna Mein Tujhe Chahne Ki Khtaa Bar Bar Nahi Karta..